Apni badhai aur taarif na kiya karo
Hadees: Zainab Binte Abi Salma (R.A) se mairwi ki, Unka naam badah (Nekokar) tha, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya -
"Apna tazkiya na karo (Yaani apni badhai aur taarif na karo) Allah ko malum hai ki tum me bura aur neki wala koun hai, uska naam Zainab rakh do."
📕 Islami Akhlaq-O-Aadab, Page No#269, Hadith 17
Allah Taala hum sabko kehne sunne se jyada amal ki toufiq de. Ameen Allahumma ameen.
https://ummat-e-nabi.com/apni-badhai-aur-taarif-na-kiya-karo/?feed_id=1346&_unique_id=668e0089b8722
Comments
Post a Comment