Apne Bhai ko Uskey Gunaaho par Sharminda na Karey ...

Hadees: Rasool-e-Kareem (ﷺ) ne farmaaya -

“Jis Shakhs ne Apne Bhai ko kisi Aise Gunaah par Sharminda kiya Jis se Woh Taubah kar Chuka tha, Tou Woh Uss Waqt tak na Marega Jab tak ke Woh Uss Gunaah ko na kar lega.”

📕 Sunan Tirmizi, Hadees 2505, 📕 Shobul Imaan, Hadees 6271

https://ummat-e-nabi.com/apne-bhai-ko-uske-gunaaho-par-sharminda-na-karey/?feed_id=1331&_unique_id=668caef73d5ea

Comments