Kaafir ya Mushrik se Nikah karna kaisa ?
Allah Raabul Izzat Qurane Kareem me farmata hai:
"Aur tum Shirk karne wali aurton se us waqt tak Nikah na karo jab tak ke wo imaan na laaye, imaan wali laundi(Slave) bhi shirk karne wali azaad aurat se behtar hai, chahe wo tumhe acchi hi lagti ho,
Aur Shirk karne wale mardon ke Nikah me apni aurton ko na do jab tak ke wo imaan na laye, imaan wala Gulaam, Azaad Mushrik se behtar hai, chahe tumhe mushrik hi acha lage,
Yeh Jahannam ki taraf bulate hai aur Allah Rabbul Aalameen Jannat ki taraf, aur apni bakshish ki taraf apne hukm se bulata hai."
๐ Surah Baqrah 2:221
Meaning of the Arabic Word Kafir: Nonbeliever Mushrik: who practising idol worship
https://ummat-e-nabi.com/kaafir-ya-mushrik-mardaurat-se-nikah-karna-kaisa-hai/?feed_id=535&_unique_id=665ff2da8772e
Comments
Post a Comment