Kisi bhi Musalman Bhai ki taraf Hathiyar se Ishara na kare
Abu Huraira (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya -
"Koi Shakhs apne kisi deeni bhai ki taraf hathiyar se ishara na karey kyunki wo nahi janta mumkin hai ke Shaitan uskey haath se chura de aur phir wo kisi Musalman ko maar kar uski wajah se jahannum ke Ghaddey me gir jaye."
📕 Sahih al-Bukhari, Hadees 7072
https://ummat-e-nabi.com/deeni-bhai-ki-taraf-hathyaar-se-ishara-na-kare/?feed_id=145&_unique_id=6653fe78e75e5
Comments
Post a Comment