Safar aur Bimaari me Roz-Marra ki Ibadaton ka Sawaab:

Safar aur Bimaari me Roz-Marra ki Ibadaton ka Sawaab:

Hadees of the Day

Safar aur Bimaari me Roz-Marra ki Ibadaton ka Sawaab

TRANSLITERATION

Ibrahim Abu Isma'il As-Saksaki (R.A) se riwayat hai ki, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya ki:

"Jab Banda Bimaar hota hai ya Safar karta hai tou uskey liye unn tamam Ibadaton ka Sawaab likha jata hai jinhe Sehat ke Waqt kiya karta tha."

📕 Sahih Bukhari; Hadees 2996


HINDI

सफर और बीमारी में रोज़मर्रा की इबादत का सवाब

इब्राहिम अबू इस्माईल अस-सक्सकी (रज़िअल्लाहु अन्हु) से रिवायत है, कि रसूलअल्लाह (सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम) ने फ़रमाया:

"जब बन्दा बिमार होता है या सफ़र करता है तो उसके लिए उन तमाम इबादतों का सवाब लिखा जाता हैं जिन्हे वो सेहत के वक़्त किया करता था।"

📕 सहिह बुखारी; हदीस नं 2996

Courtesy © Ummat-e-Nabi.com

Comments