Behtareen Amaal - Sila Rehmi Karo, Muaf Karo

Behtareen Amaal - Sila Rehmi Karo, Muaf Karo

हदीसे नबवी ﷺ

बेहतरीन अमल - सिला रेहमी किया करो

अकबा बिन आमिर (रजी) कहते है की, मैं रसूलअल्लाह (ﷺ) की बारगाह में हाज़िर हुआ और आप का मुबारक हाथ थामकर अर्ज़ किया: "या रसूलअल्लाह (ﷺ) ! मुझे बेहतरीन अमल बताइये"

आप (ﷺ) ने फ़रमाया: "अकबा! १. कता-ऐ-ताल्लुक करने वाले (तुमसे रिश्ता तोड़ने वाले) से सिला रेहमी करो, २. जो तुम्हे महरूम करे उसे अता करो, ३. जो तुम पर ज़ुल्म करे उसे मुआफ कर दो।"

📕 मुकशिफत-उल-फतुल, पेज 157, बाब 23


Hadeese Nabwi ﷺ

Behtareen Amaal - Sila Rehmi Karo, Muaf Karo

Aqbaa Bin Aamir (R.A) Kehte Hain Ki, Mai RasoolAllah (ﷺ) ki Baargaah me Hazir hua aur Aap ka Mubarak Haath Thamkar Arz Kiya: "Ya RasoolAllah (ﷺ) ! Mujhe Behtareen Amaal Bataaiye."

Aap (ﷺ) ne farmaaya: "Aqbaa! ∗ 1. Qata-e-Taalluk Ke Karne Wale (Tumse Rishta Todne Wale) Se Sila Rahmi Karo, ∗ 2. Jo Tumhe Mehroom Kare Usey Ataa Karo. ∗ 3. Jo Tum Par Zulm Kare Usey Muaf Kar Do."

📕 Mukashifat-ul-Quloob, Page 157, Baab-23

Courtesy © Ummat-e-Nabi.com

Comments