Ramadan Day 22 | Shab e Qadr ki Dua

Ramadan Day 22 | Shab e Qadr ki Dua

Ramadan Hadees: Day 22

Shab e Qadr ki Dua

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞

Ummul Momin Ayesha (R.A) ne arz kiya ki “Aye Allah ke Rasool (ﷺ) ! Agar Mujhe Shab-e-Qadr Naseeb ho jaye tou kya Dua karu?. Aap (ﷺ) ne farmaya: “ye kehna:

‘Allahumma Innaka ‘Afuwwuntuhibbul ‘Afwa Fa’fu ‘Anni.'

(Aye Allah tu muaf karne wala aur muaf karne ko pasand karta hai so mere bhi gunaah muaf farma de.)'”

📕 Sunan Ibn Majah 731

Courtesy © Ummat-e-Nabi.com

Comments