Kharch karnewalo ke liye Farishton ki Dua


Kharch karnewalo ke liye Farishton ki Dua



Hadees of the Day





Allah ki Raah me kharch karne ki Fazilat





RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya:





"Koi din aisa nahi jata ke jab bandey subah ko uthte hai tou 2 farishtey aasmaan se na utarte ho, ek Farishta yeh kehta hai ke Aye Allah! (Khairat/Zakaat/Sadaqat) kharch karne wale ko is ka badla de, aur dusra farishta kehta hai, Aye Allah! Kanjush (Baqeel) ke maal ko barbaad karde."





📕 Bukhari Shareef, 1442



Courtesy © Ummat-e-Nabi.com

Comments