Koun Kisko Salaam kare?
Hadees of the Day
Koun Kisko Salaam kare?
Hazrat Abu Hurairah (R.A) se riwaayat hai ke,
Nabi-e-Kareem ﷺ ne irshaad farmaaya:
"Chhota bade ko Salaam kare, Guzarne waala baithe hue ko Salaam kare aur thode aadmi Zyaada Aadmiyon ko Salaam Karein."
More Hadees about SALAM
- Salam me pehal wo hi karta hai jo Allah se Qareeb ho.
- Salaam Me Pehal Karne Wala Ghamand Se Paak.
- Apne Darmiyan Salaam Ko Phailao.
- Salaam Allah Ke Naamo Me Se Ek Naam hai
- Behtar Aawaaz Me Salaam Kiya Karo
- Salaam karne ki Fazilat.
- Salaam Ka Charcha Karo aur Khana Khilao.
- Salaam Me Mukhtalif Lafzo Ke Mayne.
- Islam me Behtar Amal ye hai ke Tum Logo ko Khana Khilao aur Salam ko aam karo
Comments
Post a Comment