Shohar par Biwiyon ke Huquq Kya hai ?
✦ Hadees: Biwiyon ke Huqooq ✦
Muawiyah al-Qushayri (R.A.) se riwayat hai ki,
Main RasoolAllah (ﷺ) ki khidmat me hazir hua aur pucha ki 'Hum par Apne Biwiyon ke kya huquq hain.'
Aap (ﷺ) ne farmaya:
"Jo tum khud khatey ho unko (Apni biwiyon ko) bhi Khilao aur jaisey (Achchey) Kapdey tum pehantey ho unko bhi pehnao aur unko maaro nahi aur unko bura na kaho (yani unki insult na karo, gaali na do)."
📕 Sunan Abi Dawud 2144-Sahih
✦ हदिस : बीवियों के हुकूक ✦
मुआवियाह अल-कुशायरी (र.अ.) से रिवायत है के,
मैं रसूलअल्लाह (ﷺ) की खिदमत में हाजिर हुआ और पूछा की 'हम पर अपने बीवियों के क्या हुकूक है ?'
आप (ﷺ) ने फ़रमाया:
"जो तुम खुद खाते हो उनको(अपनी बीवियों को) भी खिलाओ और जैसे (अच्छे) कपडे तुम पहनते हो उनको भी पहनाओ और उनको मारो नहीं और उनको बुरा न कहो (यानी उन्हें गाली न दो)"
📕 सुनन अबू दावूद 2144-सहीह
✦ Hadith: Wife's right on Husband ✦
Narrated Mu'awiyah al-Qushayri: I went to the Messenger of Allah (ﷺ) and asked him: What do you say (command) about our wives?
He replied:
"Give them food what you have for yourself, and clothe them by which you clothe yourself, and do not beat them, and do not revile them."
# Related Hadith
- Behatreen Aurat ki Sifat aur Pehchan
- Jannati Aurat ki Pehchan aur Khubi
- Behtareen Biwi aur Behtareen Shohar ki Pehchan
- Nek Aur Farmabardar Aurat Ka Silaah
- Aurto ki Jannat ya Dozakh Unka Shohar hai
- Shohar ki Napasandida baato se doori Ikhtiyar kare
- Shohar ki Nashukri Karne wali Biwi ka Anjaam
- Shohar ki Nashukri Karna ek tarha ka kufr hai
- Apne Shohar ke siwa dusre Mard ka zikr na kare
- Kya Biwi Shohar ko Zakaat de sakti hai?
- Aurat ke liye Shirk ke baad sabse bada Gunaah
- Aurat ke liye Parde ka Hukm Qurano Sunnat ki Roshni me
- Binaa kisi khas wajah se Talaaq mangne waali Aurat ka Hashr
Comments
Post a Comment