Jisne Tanhayi me Allah ko Yaad kiya aur uske Aansoo Jaari Ho Gaye

Jisne Tanhayi me Allah ko Yaad kiya aur uske Aansoo Jaari Ho Gaye

Jisne Tanhayi me Allah ko Yaad kiya aur uske Aansoo Jaari Ho Gaye

۞ Mafhoom-e-Hadees ۞

Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ki,
RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya,

"7 tarah ke log hain jinhe Allah Subhanahu Ta’ala Apne
(Arsh ke) saaye me panaah dega,
unmein se ek wo bhi hai jisne Tanhaii me ALLAH Subhanahu
Ta’ala ko yaad kiya tou uski Aankhon
se Aansoo jari ho gaye.”

📕 Sahih Bukhari, Vol 7, 6479


जिसने तन्हाई में अल्लाह सुभानहू तआला को याद किया

۞ हदीस-ऐ-नबवी ۞

अबू हुरैराह (रज़ी अल्लाहु अन्हु) से रिवायत है के,
नबी-ऐ-करीम (सलाल्लाहू अलैहि वसल्लम) ने फ़रमाया,

“7 तरह के लोग है जिन्हें अल्लाह सुभानहू तआला अपने (अर्श के) साए में पनाह देगा,
उनमे से एक वो भी है जिसने तन्हाई में
अल्लाह सुभानहू तआला को याद किया तो
उसकी आँखों से आंसू जारी हो गए”

📕 सहीह बुखारी, ६४७९

Comments