Tum Yaa tou Aalim bano, Ya taalib-e-ilm bano (Hadees)

Tum Yaa tou Aalim bano, Ya taalib-e-ilm bano (Hadees)

✦ Roman Urdu ✦

Hazrate Abu Baqar Siddhik (R.A) farmate hai ke,
Maine RasoolAllah (ﷺ) ko yeh irshaad farmate huye suna,

"Tum yaa tou Aalim bano, ya taalib-e-ilm bano, ya ilm tawajjo se sun'ne wale bano, ya ilm aur ilm waalo se Mohabbat karne wale bano, (inn 4 ke alaava) paanchvi (5th) kism ke mat bano, warna Halaaq ho jaoge."

Farmaya "Paanchvi kism yeh hai ki tum ilm aur ilm walo se Bugz (Nafrat wa Dushmani) rakho."

📕 Tabrani ; Hadees 1/328 © www.ummat-e-nabi.com/home


✦ हिंदी हदिस ✦

अबू बकर सिद्धिक (र.अ.) फरमाते है के, मैंने रसूलअल्लाह (ﷺ) को यह इरशाद फ़रमाते हुए सुना के,

"तुम या तो आलिम बनो या तालिबे इल्म बनो, या इल्म तवज्जो से सुनने वाले बनो, या इल्म और इल्म वालो से मोहब्बत करने वाले बनो, (इन चार के अलावा) ५ वी किस्म के मत बनो, वरना हलाक हो जाओगे"

फ़रमाया "पांचवी किस्म ये है की तुम इल्म और इल्म वालो से बुग्ज़ (नफरत व दुश्मनी) रखो। "

📕 तिब्रानी; हदिस 1/328 © www.ummat-e-nabi.com/home

For more Islamic messages kindly download our Mobile App

Comments