Shohar ki Nashukri karna ek tarha ka Kufr hai

Shohar ki Nashukri karna ek tarha ka Kufr hai

✦ Shohar ki Nashukri karna ek tarha ka Kufr hai

۞ Hadees: Abdullah Ibne Abbas (R.A.) se riwayat hai ki,
Rasool'Allah (ﷺ) ne irshad farmaya:

"Mujhe Dozakh dikhai gayi, Maine waha Aurato ko jyada paya, wajah ye hai ki woh kufr karti hai."

Sahaba-e-Kiram ne Arz kiya 'Kya wo Allah ke sath kufr(shirk) karti hai?'

Aap ﷺ ne farmaya 'Nahi! Wo Shohar ki Nashukri karti hai! Jo ke ek tarah ka Kufr hai aur Ahsaan nahi manti, agar tu kisi aurat se Umar bhar Ahsaan aur Neki ka sulook kare lekin 1 baat bhi Khilafe Tabiyat ho jaye tou jhath se keh dengi 'Maine tuzse kabhi aaram aur sukoon nahi paya.'

📕  Bukhari Sharif Jild 1, Baab 21, Hadees 28, Safa 109


✦ शोहर की नाशुक्री करना एक तरहा का कुफ्र है।

۞ हदीस: अब्दुल्लाह इबने अब्बास (R.A.) से रिवायत है की, रसूलअल्लाह (ﷺ) ने इरशाद फरमाया ❝ मुझे दोज़ख दिखाई गयी, मैंने वहा औरतों को ज्यादा पाया, वजह ये है की वो कुफ्र करती है सहाबा ने अर्ज़ किया ‘क्या वो अल्लाह के साथ कुफ्र (शीर्क) करती है?’

आप (ﷺ) ने फरमाया “नहीं! वो शोहर की नाशुक्री करती है। जो के एक तरह का कुफ्र है और एहसान नहीं मानती, अगर तू किसी औरत से उम्र भर एहसान और नेकी का सुलूक करे लेकिन 1 बात भी खिलाफ़े तबीयत हो जाए तो झट से कह देंगी “मैंने तुझसे कभी आराम और सुकून नहीं पाया।”

📕 बुखारी शरीफ जिल्द 1, बाब 21, हदीस 28, सफा 109


✦ Females form the majority in hell because of their ingratitude (Kufr)

۞ Hadith: Narrated Ibn 'Abbas: The Prophet (ﷺ) said: "I was shown the Hell-fire and that the majority of its dwellers were women who were ungrateful." It was asked, "Do they disbelieve in Allah?" (or are they ungrateful to Allah?)

He replied, "They are ungrateful to their husbands and are ungrateful for the favors and the good (charitable deeds) done to them. If you have always been good (benevolent) to one of them and then she sees something in you (not of her liking), she will say, 'I have never received any good from you."

📕 Sahih al-Bukhari Vol. 1, Book 2, Hadith 29


# Related Hadith

  1. Behatreen Aurat ki Sifat aur Pehchan
  2. Jannati Aurat ki Pehchan aur Khubi
  3. Behtareen Biwi aur Behtareen Shohar ki Pehchan
  4. Binaa kisi khas wajah se Talaaq mangne waali Aurat ka hashr
  5. Aurto ki Jannat ya Dozakh Unka Shohar hai
  6. Shohar ki Napasandida baato se doori Ikhtiyar kare
  7. Shohar ki Nashukri Karne wali Biwi ka Anjaam
  8. Nek aur Farmabardar Aurat ka Silaah
  9. Apne Shohar ke siwa dusre Mard ka zikr na kare
  10. Shohar par Biwiyon ke Huquq Kya hai ?
  11. Kya Biwi Shohar ko Zakaat de sakti hai?
  12. Aurat ke liye Shirk ke baad sabse bada Gunaah
  13. Aurat ke liye Parde ka Hukm Qurano Sunnat ki Roshni me
  14. Jab koi Biwi apne Shohar ko takleef deti hai tou

Comments